Tuney sarey jag se aisa rishta Joda
Baap aur bete jaisa naatha Joda
Kabhi alag na samjha tumhein apne aapse oh Baba
Kyun ke terihi pyaar ki jyot jalthi hey hamarey dil mein oh Baba
Friday, January 28, 2011
Sunday, December 19, 2010
u shud never expect anything in return...in any case what goes around comes around..some way or the other we wud be blessed abundantly.. and we shudnt even consider that we r doing good to sumone instead we shud always know that n realise that we dont do things.. god chooses his people..we r just instruments.. He makes us do things...so thank god that u r the CHOSEN ONE! so when u didnt do it why expect?? jai sai naath
Saturday, November 13, 2010
Monday, November 8, 2010
sai key mandir jab jaathey hein hum, tho bus dekthehee rehjaathe he hum
jo mangna hotha he woh bhool jaathe hein hum
ghar lauthe hi sai ko yad karthe hein hum
phirse unka darshan karna chahathe hein hum
thodi der ke liye ankhen band karkey unka dhyan karthey hein hum
sai ka dhyan karthe hi bhul jathe hein apne aap kobhi hum
ke has has key bhi unke charnon men apni jaan deden hum

Friday, October 29, 2010
pyari si muskan mere baba ki he
aankhon mein dekho tho aisa lagtha he
kay yeh tasveer kuch keherahee he
men apke hridey mein hun kyaa abhi yakeen nahin he?
Na baba yakeen humey aap par he
par man ka vishwas na jaaney kyun kamzor he
sab mujhe arpan kardo abhi se
jeevan ki naiya paar karadunga badi asani se
mein khush hogayee sai kay vachan sunthe hee
aur tasveer Sai ki yuheen muskurathee hee rahee

Thursday, October 28, 2010
Wednesday, October 27, 2010
baba ko karke yaad hum chale usske dwaar..
chalthe chalthe hi humney baba ko ki yeh pukaar
baba ek jhalak diklado ab apnee..yahi hey meri faryaad
yun tho har pal mein karti hun tumhey hee yaad
moh maya key jhaal se mujhe bachaao oh mere sai
mein sab chodke aayee hun tere darbar mein oh mere sai..
apko paane ki khwaish mein, meiney choda apna ghar sansaar,
aao oh mere sai.. darshan dedo karlo mujpe ye upkaar

Subscribe to:
Posts (Atom)