baba ko karke yaad hum chale usske dwaar..
chalthe chalthe hi humney baba ko ki yeh pukaar
baba ek jhalak diklado ab apnee..yahi hey meri faryaad
yun tho har pal mein karti hun tumhey hee yaad
moh maya key jhaal se mujhe bachaao oh mere sai
mein sab chodke aayee hun tere darbar mein oh mere sai..
apko paane ki khwaish mein, meiney choda apna ghar sansaar,
aao oh mere sai.. darshan dedo karlo mujpe ye upkaar
Subscribe to:
Post Comments (Atom)

No comments:
Post a Comment